This page is for all Hindi movie song lovers. It will help you to participate in an Antakshari Competition. You can refer to this page to know any song beginning with a particular alphabet. The secret of winning an Antakshari competition lies in having a vast database of songs. Using the knowledge of all the songs I am aware of, I have tried to list maximum songs. I have also given various rounds of Antakshari which you can use for practicing as well as for fun. A family gathering is always incomplete without the excitement of Antakshari. Enjoy the world of Hindi movie songs, old as well as new.
Please note
-This page will keep on updating as the sea of Hindi movie songs is vast and unending. Please subscribe to this page to get updated for the same.
– Also note that I have tried to give complete mukhda of each song. But still, refer to the you tube version of the song, as full mukhda is mandatory in Antakshari competitions.
– I have tried arrange in chronological order, yet if you feel any inconvenience, sorry for the same.
– Old as well as new songs are jumbled.
Round 1: Songs beginning from an Alphabet
A : Songs starting from alphabet A Read More
B: Songs starting from alphabet B Read More
Bin tere sanam mar mitenge hum, aa meri zindagi, aana hi pada sajna, zaalim hai dil ki lagi.
C : Songs starting from alphabet C Read More
D : Songs starting from alphabet D Read More
E : Songs starting from alphabet E Read More
Please note songs given in section of alphabet A, starting with word ‘Aye’ also come in category of ‘Ey’.
Ek main aur ek tu, dono mile is tarah.
Ek dil hai, ek jaan hai, sono tujhpe qurbaan hai.
Ey zindagi gale laga le, humne bhi tere har ik gam ko gale se laagaya hai.
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki rawani hai, zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai.
F : Songs starting from alphabet FRead More
Phir kisi shaakh ne phenki chhaao, phir kisi shaakh ne haath hilaya. Phir kisi mod se uljhe paaon, phir kisi raah ne paas bulaya.
Phool gulab ka, laakhon main hazaron main, ek chehra janab ka. Jhonke surror ke, aisi taarifen karna, seekhe koi huzoor se.
Phoolon sa chehra tera kaliyon si muskaan hai, rang tera dekh ke, roop tera dekh ke, kudrat bhi hairan hai.
Faza bhi hai jawan jawan, hawa bhi hai rawan rawan, suna raha hai ye samaa , suni suni si daastaan.
G : Songs starting from alphabet GRead More
Geet gaata hu main, gungunata hu main, maine hasne ka waada kiya tha kabhi, isliye ab sada muskurata hu main.
Gumnaam hai koi, badnaam hai koi, kisko khabar, kaun hai wo, anjaan hai koi.
Ghar se nilkate hi, kuch door chalte hi, raste main hai uska ghar, Kal subah dekho to, baal banate wo, khidki main aayi nazar.
H : Songs starting from alphabet HRead More
Haathon ki chand lakeeron ka, sab khel hai bas taqdeeron ka. Taqdeer hai kya main kya jaanu, main aashiq hu tadbeeron ka.
Hai tere saath meri wafa, main nahi to kya, Zinda rahega pyar mera, main nahi to kya.
Har taraf ab yahi afsaane hai, hum teri aankhon ke deewane hai.
Hum dono milke kagaz pe dil ke, chithhi likhenge, jawab aayega.
Har ek jeevan hai ik kahani, par ye sachayi sabne na jaani. Jo pana hai, wo khona hai, is pal hasna, kal rona hai.
Hum tum ek kamre mein band ho, aur chaabi kho jaaye, tere nainao ki bhoolbhulaiya main bobby kho jaaye.
Hum jab ek saath hai phir ye yo koi taur nahi, tum koi aur nahi, hum bhi koi aur nahi.
Hume tumse pyaar kitna ye hum nahi jaante, magar jee nahi sakte, tumhare bina.
Hume jabse muhabbat ho gayi hai, ye duniya khoobsurat ho gayi hai.
Hum bewafa hargiz na the, par hum wafa kar na sake. Humkop mili uski saza, hum jo khata kar na sake.
I : Songs starting from alphabet IRead More
Imli ka boota beri ka ber, imli khatti meethe ber, is jungle main hum do sher, chal ghar jaldi ho gayi der.
Ik raasta hai zindagi, jo tham gaye to kuch nahi, Ye kadam kisi mukaam pe jo jam gaye to kuch nahi.
Ik din bik jaayega maati ke mol, jag main reh jayenge pyare tere bol, dooje ke hothon ko dekar apne geet, koi nishani chhod, phir duniya se gol.
J : Songs starting from alphabet JRead More
Jaa re bachpan tu ja, jaa jawani ko le aa, ja re ja tenu rab ka wasta.
Jab hum jawan honge, jaane kaha honge, lekin jaha honge waha, tujhe yaad karenge, fariyaad karenge.
Jab jab bahar aayi aur phool muskurye, mujhe tum yaad aaye, Jab jab bhi chaand nikla, aur taare jagmagaye, mujhe tum yaad aaye.
Jis din suraj ki pehli kiran utri thi dharti par, us din se main, tujhe pyar karta hu.
Jaanam jaaje ja, jaanam jaaneja. Jaan e jigar jaane man, mujhko hai teri kasam, tu jo mujhe na mila, mar jaunga main sanam.
Jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye, mujhe tum yaad aaye. Jab jab bhi chaand nikla, aur taare jagmagaaye, mujhe tum yaad aaye.
Jhumka gira re bareli ke bazar main.
Jab bhi koi ladki dekhu mera dil deewana bole, ole ole ole, ole ole ole, Gaau tarana yaara jhum jhum ke hole hole, ole ole ole.
Jiska mujhe tha intzaar, jiske liye dil tha beqaraar, wo ghadi aa gayi aa gayi, aaj pyar main had se guzar jaana hai, maar dena hai tujhko ya mar jaana hai.
Jo tumko ho pasand wahi baat karenge, tum din ko agar raat kaho raat kahenge.
K : Songs starting from alphabet KRead More
Kaisa ter pyar kaisa gussa hai tera, tauba kasam, tauba kasam.
jaisa mera pyar waisa gussa hai mera, teri kasam, teri kasam.
Kisko pyar karu, kaise pyar karu, tu bhi hai, ye bhi hai, wo bhi hai haaye.
Kuch to log kahenge, logon ka kaam hai kehna, chhodo bekaar ki baaton main, kahin beet na jaaye raina.
L : Songs starting from alphabet LRead More
Lo aa gayi unki yaad, wo nahi aaye.
Laakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra, dil ki baat bata deta hai asli nakli chehra.
Looie shamasha looie, looie shamasha, le ja pyar zara sa, de ja pyar zara sa.
M : Songs starting from alphabet MRead More
Maine tere liye hi saat rang ke sapne chune, sapne surile sapne. Kuch haske kuch gamke, teri aankho ke saaye churaaye, rasili yaadon ne.
Mangal bhavan amangal haari, brj hu sudashrath ajar bihari, Ram Siya Ram, Siya Ram jay jay Ram.
Meri tamannao ki taqdeer tum sanwar do, pyasi hai zindagi aur mujhe pyar do.
Mujhe tumse hai kitne gile, tum kitne din baad mile, bolo itne din kya kiya? Tera naam liya, ho, tujhe yaad kiya.
N: Songs starting from alphabet NRead More
Na tum hume jaano, na hum tumhe jaane, magar lagta hai kuch aisa, mera humdum mil gaya.
Na na karte pyar tumhi se kar baithe, karna tha inkaar, magar iqraar tumhi se kar baithe.
Naseeb insaan ka, chahat se hi sanwarta hai, kya bura hai isme, kisi par jo koi marta hai.
Hum tumhe chahte hai aise, marne wala koi zindagi chahta ho jaise.
Nis din nis din mera julmi sajan aisi batiya banaye ha, jale bairi man, sulge badan, aag si lag jaaye ha.
O : Songs starting from alphabet ORead More
Ohre taal mile nadi ke jal se nadi mile sagar main, sagar mile kaunse jal main, koi jaane na.
O re piya haaye, o re piya, udne laga kyu man bawara re, aaya kaha se ye hausla re.
P : Songs starting from alphabet PRead More
Pyar karte hai hum tumhe itna, do aankhen to kya, do jahaan main samaye na jitna.
Pyar ka dard hai meetha meetha pyara pyar pyar, ye hasi dard hi do dilon ka hai sahara.
Q : Songs starting from alphabet QRead More
R : Songs starting from alphabet RRead More
Raat ke humsafar thak ke ghar ko chale, jhoomti aa rahi hai subah pyar ki. Dekhkar saamne roop ki roshni, phir luti jaa rahi hai subah pyar ki.
Rang bhare mausam se rang churake, aa dekhun teri maang main sindoor sajake.
Rang bhare mausam se rang churake, aa dekhu piya main teri tasveer banake.
S : Songs starting from alphabet SRead More
Saamne ye kaun aaya dil me machi hulchul, dekhke bas ek hi jhalak ho gaye hum pagal. Are baaten mulaqaten unse bhi to hongi, humse ghulenege wo aaj nahi to kal.
Saanso ki zarurat hai jaise, zindagi ke liye, bas ek sanam chahiye zindagi ke liye.
jaam ki zaroorat hai jaise bekhudi ke liye, bas ek sanam chahiye zindagi ke liye.
Sorry sorry galti ho gayi, mujhko baba maaf karo, kuch doori thi majboori thi, tum hi kuch insaaf karo.
Jee bhar ke shikayat kar lena, aaj ka din lekin, muhabbat kar lena, o meri jaan, jaan, jaan.
Sun sajna mera man tere liye pyasa tha, pyasa hai, pyasa hi rahega.
T : Songs starting from alphabet TRead More
Teri aankho ke siwa duniya main rakha kya hai, ye uthe subah chale, ye jhuke shaam dhale, mera jeena mera marna inhi palkon ke tale.
Tera mera pyar amar, phir kyu mujhko lagta hai dar. Mere jeevan saathi bata, kyu dil dhadke reh reh kar.
Tumse milke zindagi yu laga, jaise humko saari duniya mil gayi, o dil main jaagi dhadkanon ki raagini, har tamanna phool banke khil gayi.
U : Songs starting from alphabet URead More
Unko ye shikayat hai ke hum, kuch nahi kehte, Apni to ye aadat hai ke hum, kuch nahi kehte.
V : Songs starting from alphabet VRead More
P.N. The sound of songs starting from letter V and W is similar.
W : Songs starting from alphabet WRead More
Waah waah ramji, jodi kya banayi, bhaiya aur bhabhi ko, badhayi ho badhayi, sab rasmon se badi hai jag main, dil se dil ki sagai.
Aap ki krupa se ye, shubh ghadi aayi, jeeji aur jeeja ko badhayi ho badhayi, sab rasmon se badi hai jag main, dil se dil ki sagai.
Wo beete din yaad hai, wo pal chin yaad hai, guzaare tere sang jo, lagake tujhe ang jo, wo muskana tera, wo sharmana tera, abhi hai dil main mere hothon ki wo narmiyan. Wo mausam kya hua, na jaane kaha kho gaya, bas yaadein baaki.
X : Songs starting from alphabet XRead More
Nil
Y : Songs starting from alphabet YRead More
Yahoo, yahoo, chaahe koi mujhe jungli kahe, kehne do ji kehta rahe, hum pyar ke toofanon main ghire hai, hum kya kare.
Ye dil tum bin kahin lagta nahi, hum kya kare. Tumhi keh do ab aye jaan e ada hum kya kare.
Loote dil main diya jalta nahi, hum kya kare. Tumhi keh do ab aye jaan e ada hum kya kare.
Yun to humne laakh hasi dekhe hai, tumsa nahi dekha
Z : Songs starting from alphabet ZRead More
Zindagi ke safar main na jaane, kab kaise ye do anjaane, huye pyar main yun deewane.
Zindai kaisi ye paheli haaye, kabhi ye hasaaye, kabhi ye rulaaye.
Zara si aahat hoti hai to dil sochta hai, kahi ye wo to nahi.
For other Rounds of Antakshari, click on this link ( Page still dwveloping)
For Hindi movie lovers, here is a page to revive some beautiful movies 👇
https://pieces-of-life.com/incredible-pairs-of-movies/